Class |
Course |
Outcomes |
F.Y.B.A. |
DC Paper I
- 145103- Hindi Kahani
|
Kahani vidha ke madhyam se chhatrao me sahitya
pathan ke prati ruchi evam bhasha ki aakalan
kshamata ka vikas huaa. |
|
DC Paper II
-145203- Lekhan Kaushyalya
|
Chhatrao me hindi bhasha ke shravan ,pathan ,lekhan
tatha nibandh, savad,patra, evam vruttant lekhan
ki kala ka vikas huaa |
|
DC Paper III
-245303- Hindi Kavya
|
Kavya ke madhyam se chhatrao me kavya pathan ke
prati ruche jagrut hui, tatha hindi ke
pratinidhi kaviyo ka parichay prapt huaa. bhasha
aakalan tatha shabdo ke sahi prayog ki kshamta
vikasit hui. |
|
DC Paper IV
-245403- Upanyas Vidha
|
Upnyas vidha ke madhyam se chhatrao me sahitya
pathan ke prati ruchi evam bhasha ki aakalan
kshamata, samajik samsyao ka aakalan karne ki
kshamta vikasit hui. |
|
CC paper I –
115103-Adhunik Kahani
|
Kahani vidha ke madhyam se chhatrao me sahitya
pathan ke prati ruchi evam bhasha ki aakalan
kshamata, samajik samsyao ka aakalan karne ki
kshamta vikasit hui. |
|
CC paperII –
215203- Adhunik Kavya
|
Kavya ke madhyam se chhatrao me kavya pathan ke
prati ruche jagrut hui, tatha hindi ke
pratinidhi kaviyo ka parichay prapt huaa. |
S.Y.B.A |
DC Paper V 345503-
Adhunik Gadya: Rekhachitra Evm Sansmaran
|
Rekhachitra evam sasmaran vidha ka parichay
prapt huaa, bhasha ke marmsparshi rup tatha
jivan mulyo se sakshatkar huaa. |
|
DC Paper VI-
345603- Sahitya Vivechan
|
Sahitya ke vidhao ki pahchan hui.sahitya ki
marmgrahi kshamata ka vikas huaa tatha vividh
gyan shakhao ke sath tulna karne ki kshamta
vikasit hui. |
|
DC Paper.
VII
445703-Adhunik
Padya: Chhaya Vadottar |
Kavya ke prati ruche jagrut hui.samajik
parivartan ki dishao me chhartao ki aakalann
kshamta ka vikas huaa.bhasha soundrya shabdo ka
sahi prayog ki kshamta vikasit hui. |
|
DC Paper VIII-
445803- Kavyashastra
|
Kavya ki prakruti, kavya ke vibhinn rupo ka gyan
prapt huaa.ras ,chand, alnkar, or shabd shaktiyo
ka parichay huaa. |
|
APC paper I
-365103- Bhasha
|
Chhatrao ko bhasha vikas ke sopan, bhasha ke
vibhinn rup tatha boli ki prakruti ka aakalan
huaa. samaj sansruti or vyakaran ke saath bhasha
ke aapsi sambndh ka aakalan huaa. |
|
APC paper II-
465203-Bhasha Evam Lipi |
Bhasha ka mahatva uski prakruti, evam uske
sopano ka parichay prapt huaa.devnagri lipi ki
prakruti ka aakalan huaa tatha vibhinn hindi
prachar sansthao ka parichay prapt huaa. |
|
CC Paper III
-315303- gady vividha
|
Gadya ki vividh vidhao me ruche jagrut hui,
jivan mulyo ka parishkar karane ki kshamta
vikasit hui tatha bhasha ke vibhinn rupo se
parichay huaa. |
|
CC Paper IV- 415403- Navin Hasya Vyangya
|
Vyagya ke madhyam se chhatrao me vyagya pathan
ke prati ruche nirman hui evam bhasha ki aakalan
kshamata, samajik samsyao ka aakalan karne ki
kshamta vikasit hui. |
T.Y.B.A. |
DC Paper IX-
545903-Adhunik Nibandh
|
Nibandh se chhatrao me vichar karne ki kshamta
vikasit hui tatha jivan mulyo ka parishkar karne
me sahayata mili.or bhasha ke vibhinn rupo se
parichay huaa. |
|
DC Paper X-
546003- Madhya Kalin Kavya
|
Chhatra madhyakalin hindi sahitya ki pravruttiyo
se avagat hui tatha us kal ke kaviyo or rachnao
ka gyan prapt huaa. |
|
DC Paper XI- 546103- Sahitya Ka Itihas
|
Hindi sahitya ke vikas ka parichay prapt huaa
tatha uske kal vibhajan or namkaran ,
pravruttiyo ka parichay prapt huaa. kalvishesh
ke rachnakaro ka parichay prapt huaa. |
|
DC Paper XII-
547203-Lekhan Vishesh - Premchand
|
Chhatra Upnyas samrat premchand ke vyaktitva
evam krutitva se purntah parichit hui.or
premchand ki vaicharikata unki bhasha ka purn
parichay prapt huaa. |
|
DCpaper XIII-
646303-Samkalin Mahila Kahanikar
|
kahani vidha ke madhyam se chhatrao me sahitya
pathan ke prati ruchi evam bhasha ki aakalan
kshamata, samajik samsyao ka aakalan karne ki
kshamta ,bhasha ke vibhinna rupo ke parichay ki
aakalan kshamta vikasit hui. |
|
DC Paper-XIV-
646403-
Samkalin Kavya
|
Samkalin kavya ki pravruttiyo se parichay
huaa,tatha samkalin kaviyo ka parichay prapt
huaa. |
|
DC Paper- XV-
646503- Sahitya Ka Itihas
|
Chhatrao ko Aadhunik hindi sahitya ki
pravruttiyo ka aakalan huaa. or aadhuk
rachanakaro ka parichay prapt huaa. |
|
DC Paper- XVI-
646603- Sphut Vidha
|
Spfut vidha se chhatrao ko samajik parivaratan
karne ki disha prapt hui. |
|
APC Paper III-
565303- Bhasha Vigyan Bhag 1
|
Bhasha vigyan ke ango ka, gyan vigyan ki anya
shakhao se sambandh ka aakalan huaa, bhasha
vigyan ki upyogita ka gyan prapt huaa. |
|
APC Paper IV-
665403- Bhasha Vigyan Bhag 2 Tatha Vyakaran
|
Bhasha ke swarup, prkruti evam mahatva ka gyan
prapta huva. Thatha hindi bhasha vikas ke sopano
ka parichy aur hindi prachar sanstao ka Prichay
prapta hiva. |
|
CC
Paper-V-515503-Ekanki Vidha
|
Chhatrao ko Ekanki adhyayan ke madhyam se
samajik parivartan ki disha prapt hui tatha
jivan mulyo ka parishkar karne me sahyata
mili.or bhasha ke vibhinn rupo se parichay huaa. |
|
CC paper VI
-665403-Upnyas Vidha
|
Upnyas vidha ke madhyam se chhatrao me sahitya
pathan ke prati ruchi evam bhasha ki aakalan
kshamata, samajik samsyao ka aakalan karne ki
kshamta ,bhasha ke vibhinna rupo ke parichay ki
aakalan kshamta vikasit hui. |
B.A. |
B.A.Hindi |
B.A. HINDI ki degree lene ke bad chhatraye redio
joky, anuvadak, patrakar, svatantra lekhak,
samikshak, sampadak, ban sakati hai. vah kisi
bhi sarkari ya praivet kshetr me anuvadak ke tor
par achhi nokari kar sakti hai |